Duas From Quran & Hadith
وَقَالَ رَبُّكُمُ ٱدْعُونِىٓ أَسْتَجِبْ لَكُمْ ۚ (40:60)
Your Lord has proclaimed, “Call upon Me, I will respond to you.
اور تمہارا رب کہتا ہے کہ مجھے پکارو میں تمہاری دعا قبول کروں گا
Subscribe to our Youtube Channel - "Click Here"
Supplication is a very important act of worship that provides us with a means to express our desires and needs before Allah Almighty. It is a fundamental connection through which we establish closeness to Allah and express our weaknesses and dependence. Through supplication, we seek the blessings of mercy, forgiveness, guidance, and assistance from Allah Almighty.
Prophet Muhammad's (s.a.w) supplications serve as a profound lesson for us. They remind us of the importance of turning to Allah in times of need, seeking His mercy and forgiveness, and relying on Him for guidance and support. Just as Prophet Muhammad used to supplicate sincerely, we too should strive to follow his example and make supplication an integral part of our lives.
Let us strive to incorporate supplication into our daily lives, seeking Allah's mercy, forgiveness, and guidance in all matters. May our supplications be sincere and heartfelt, and may Allah, in His infinite mercy, accept our prayers and grant us the best in this world and the hereafter. Ameen.
Dua ibadat ka bohat ahem amal hai, jo humein Allah Ta'ala ke saamne apne khwahishat aur zarooriyat bayan karne ka zariya deti hai. Yeh humare aur Allah ke darmiyan ek bunyadi rishta hai, jis se hum Allah ke qareeb aate hain aur apni kamzoriyan aur ita'at par izhar karte hain. Dua ke zariye hum Allah Ta'ala se rehmat, maafi, hidayat aur madad talash karte hain.
Hamare Nabi (s.a.w) ke duaen humare liye sabak ki tarah hain. Woh humein yaad dilate hain ke hum zarurat ke waqt Allah ki taraf mudne, uski rehmat aur maafi talash karne, aur hidayat aur sahara ke liye us par bharosa karne ki ahmiyat ko samjhein. Jaise hamare Nabi dil se dua kiya karte the, humein bhi usi tariqe se dua ko apni zindagi ka lazmi hissa banane ki koshish karni chahiye.
Hum rozana ki zindagi mein dua ko shamil karne ka irada karte hain, har mamle mein Allah ki rehmat, maafi aur hidayat talash karte hain. Hamari dua dil se, ikhlas se hon aur Allah, apni rehmat se hamari dua qubool farmaein aur humein is dunya/akhirat mein behtareen ata karein. Ameen.